4/17/2005

मेरा सब से मनपसन्द शेर :

कल रात एक अनहोनी बात हो गई
मैं तो जागता रहा खुद रात सो गई ।

अनूप

5 comments:

renu ahuja said...

waaquee, bahut hee khoobsurat sher hai, jab insaan khyaalon me doobtaa ootartaa huaa door kee sochtaa hai to isee tarah waqt ko piechey chor ke khud aagey nikal jaataa hai. regards. Mrs.renu.

Anonymous said...

anup bhai, pura panna behad accha laga, yah sher to gajab ka he, aage badhane ka irada he kya?
kritya ke liye
kavita hi bana deejiye

rati saxena

Anonymous said...

Anup bhai,aapki kavitaen bahut achchhi hain.badhai.mere liye blog adi nayee cheez hai isase judne ki koshish kar raha hoon.
apni ghazal ke kuchh sher aap ke liye sadar-
"aaiye ek khat likhen hum zindagi ke naam,
umra ki na-aashana aawargi ke naam.
man ki soi jheel men koi lahar legi janam ,
chhota-sa kankar uchhalen ajnabi ke naam..

* sidheshwer singh

रंजू भाटिया said...

रात एह कैसी अनहोनी हो गयी
बात जो थी आन्कही वोह कैसे ज़ाहिर हो गयी

ranju

Unknown said...

..
दस्तक हुई, तो दिख गए, बारात हो गई
चलो इसी बहाने तुमसे मुलाकात हो गई
... फ़िर मिलेंगें